makhmali yeh badan ki nazakate hasin chura naa le mere dil ka chain yeh kahi jisne bhi banaya hai tujhako woh kamaal hai aur uss kamaal pe tu bemisaal hai hai akeli raat gumsum aur chhat ke niche ham tum aankho me tere kaisa khumaar ho naa jaaye kuchh khata dekho yaar bekaraar naa dikha diwaangi makhmali yeh badan ki nazakate hasin
mast mast ho raha hai yeh raat ka safar dil me hulchale uthhaaye teri najar gulaabi gulaabi tere armaan jo hai diwaane tujhe chhod denge yu hi tere hal par bolo naa aisa oh eh jaane jaan ek bar mujhako toh aajma oh baate teri baate bekar chaahe tu karle koshish hajaar aayenge baato me naa yeh karle yakin makhmali yeh badan ki nazakate hasin
tanhaayiyo me tanaha mile hain jo iss tarah socho naa aisa waisa kya faayda teri har ada ki shokhiyan bhi kya kahe ham toh kya farishte bhi naa hosh me rahe naa re naa hosh tu naa gawa kar le sabar kuchh toh zara han milta nahi hai dil ko karaar kab tak karun mai haye intejaar hone de dil se dil ki milaawate yahin harkate yeh dikhaao jaake aur kahi hmm… jisne bhi banaya hai tujhako woh kamaal hai aur uss kamaal pe tu bemisaal hai hai akeli raat gumsum aur chhat ke niche ham tum ho ho aankho me tere kaisa khumaar ho naa jaaye kuchh khata dekho yaar.
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)