Top Song Lyrics Find Here

main yahan hoon

main yahan hoon lyrics

Poster main yahan hoon

main yahan hoon

lyrics/Album : Veer-zaara
Details
Singer Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Veer-zaara
Poster main yahan hoon
play
Lyrics

jaanam dekh lo

mit gayi duriyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha


jaanam dekh lo

mit gayi duriyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha

jaanam dekh lo

mit gayi duriyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha

kaisi sarhadein

kaisi majburiyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha


tum chhupa na sakogi

main woh raaz hun

tum bhula na sakogi

woh andaaz hun

gunjta hun jo dil mein

toh hairaan ho kyun

main tumhaare hi dil

ki toh awaaz hun

sun sako toh suno

dhadkanon ki zabaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha

kaisi sarhadein

kaisi majburiyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha


main hi main ab tumhaare

khayaalon mein hun

main jawaabon mein hun

main sawaalon mein hun

main tumhaare har ek

khwaab mein hun basa

main tumhaari nazar

ke ujaalon mein hun

dekhti ho mujhe

dekhti ho jahaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha

jaanam dekh lo

mit gayi duriyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha

kaisi sarhadein

kaisi majburiyaan

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha

main yaha hun yaha

hun yaha hun yaha.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics