Singer | Ali Azmat |
Language | Hindi |
Album | Main Aur Charles |
main to yahin hoon lekin
har koi mujhko dhoonde
parwa nahi hai mujhko
dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manata rehta
chaahe ye duniya roothe
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
jism aur jaan main ab
main aise uttar jaunga
aaina dekhiye toh
main hi nazar aaunga
main to yahin hoon lekin
har koi mujhko dhoondhe
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
khud hi uda kar ab pankhon ko katun
kaale fasane likhu kajal churake
khwahishon ki khatir maine
jaal yeh bichaya hain
kaale andheron mein ab
mera hi saaya hai
pankhon ko kaatun pehle
phir main karun azaad
neendon mein ghus ke