Language | Bollywood |
dil phir bhi chupke se
ye puch raha tumse
tum mujhse pyar karogi kya
sapno me mere ajnabi
dheere se dakhil ho kabhi
galliyon-galiyon tera qissa aam hai
saare chinaron pe likha
saare pahaadon pe likha
aayat-aayat jaisa tera naam hai
sapna ye sach kar paaun
mere aese to haalaat nahin
sabke jaisa hu main bhi
koi mujhme alag si baat nahin
haan mujhme alag si bat nahi
dil phir bhi chupke se
ye puch raha tumse
tum mujhse pyar karogi kya?
resha resha tujhko bunta hu
kesar-kesar tujhko chunta hu
bas ek veham hai ya
meetha sa bharam hai tu
afwahein ye bhi main, sunta hu
dil phir bhi chupke se
ye puch raha tumse
tum mujhse pyar karogi kya?
main taare tod ke laaun
mere itne lambe haath nahin
sabke jaisa hu main bhi
koi mujhme alag si baat nahin
haan mujhme alag si baat nahin
dil phir bhi chupke se
ye puch raha tumse
tum mujhse pyar karogi kya
sapno me mere ajnabi
dheere se dakhil ho kabhi
galliyon galiyon tera qissa aam hai
saare chinaron pe likha
saare pahaadon pe likha
aayat aayat jaisa tera naam hai
sapna ye sach kar paaun
mere aese to haalaat nahin
sabke jaisa hu main bhi
koi mujhme alag si baat nahin
haan mujhme alag si bat nahi
dil phir bhi chupke se
ye puch raha tumse
tum mujhse pyar karogi kya?
resha resha tujhko bunta hu
kesar kesar tujhko chunta hu
bas ek veham hai ya
meetha sa bharam hai tu
afwahein ye bhi main sunta hu
dil phir bhi chupke se
ye puch raha tumse
tum mujhse pyar karogi kya?