Language | Hindi |
tumko paya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
tumko paya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
kisi zaban mein bhi woh lafz hi nahi
ki jeenmein tum ho kya tumhein mein bata sakun…
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahungi nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahungi/kahunga nahi…
mujhe neend aati nahi hai akele
khwabon mein aaya karo
nahi chal sakunga tumhare bina main
mera tum sahaara bano…
tum hue meherbaan
to hai yeh dastan
ik tumhein chahne ke alaawa
aur kuch humse hoga nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahunga nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahungi/kahunga nahi….
shokhiyon mein dooobi yeh aadayein
chehre se jhalki hui hain
zulf ki ghani ghani ghatayein
shaan se dhalki hui hain
rooh se chaahne wale aashiq
baatein jismo ki karte nahi
main agar kahoon, humsafar meri
apsara ho tum ya koi pari
tareef yeh bhi to
sach hai kuch bhi nahi…
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahunga nahi
main kisi se kahunga nahi..(x2)