Singer | Mohammed Aziz & Asha Bhosle |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Desh Ke Dushman |
main hoon naginaha ha
main hoon nagina
main hoon naginaare
main hoon nagina
mere jaisi milegi na koi hasina
jo bhi dilwar dekhe
mujhko chute uska pasina
main hoon naginaare
main hoon nagina
main hoon naginaha ha
main hoon nagina
ye masti bhari hain jawani sanam
jaise aag se lipta pani sanam
jo haske nazar ko mila dungi main
to bande ko aashik bana dungi main
aao mujhpe marne
walo tumhe sikha du jeena
main hoon naginaare
main hoon nagina
main hoon naginaha ha
main hoon nagina
tera ye rang dekh ke hairan ho gaya
ek shola tha tu kaise tufan ho gaya
ye ubhri jawani ye chadti umar
bahut khubsurat ho jane jigar
teri gori baho mein kho jaunga
ab mere bhi tu aaj rang dekhna
mere romance dance ke
tu rang dekhna
jhukake jo palke utha dungi main
tere rang aur dhang
bhula dungi main
tujhe aise jalwe dikha dungi main
ke mahfil ko pagal
bana dungi main
yuhi apne jalwe lutati raho
mere dil pe bijli girati raho
ab aake gale se
lipat jana tum
meri dhadkano mein
simat jana tum
teri sharbati aankho
se hi ji bharke hain peena
tu hai jaam ho mina
tu hai jaam ho mina
hoth hai gulabi
teri aankhe hain nagina
tere jaisi milegi na koi hasina
jo bhi dilwar dekhe
tujhko chute uska pasina
main hoon naginaare tu hain nagina
main hoon naginaha ha tu hain nagina
main hoon naginaare tu hain nagina
main hoon naginaha ha tu hain nagina.