Top Song Lyrics Find Here

loha

loha lyrics

Poster loha

loha

lyrics/Album : Insaniyat Ke Dushman
Details
Singer Shabbir Kumar
Genre Motivational
Language Hindi
Album Insaniyat Ke Dushman
Poster loha
play
Lyrics

sidha sadha har insan

hota hain woh phool samaan

sidha sadha har insan

hota hain woh phool samaan

insaniyat ke dusman

dete hai itna dokha

wo dukh mein tapte

tapnte wo ban jata hain loha

loha loha loha loha


wo katil hasta ha

iye ghaya lrota hain

sada nirdosho par

hi zurm kyu hota hain

chale na jab sachai

paisa banta hain iman

neki insan ke andar

jhak jata hain saitan

kanun se insan ka

jab uth jata hain bharosha

dukh mein tapte tapte

wo ban jata hain loha

loha loha loha loha


kachahri kaha gayi

thi kaha kanun tha khoya

sitam insan pe hua

jab kaha bhagwan tha soya

najar ke samne jiski

dunia lut jaye

uski jalti aankho mein

ghut kyu utar na aaye

badle ki aag bhadki

jo us aag ko kisne roka

dukh mein tapte tapte

wo ban jata hai loha

loha loha loha loha


julm ka namo nishan

na hoga dharti par

aaj hum nikle hain

kafan bandhe sar par

mile nafrat jisko

pyar woh kya dega

ek jaa ke badle

jaha ko mita dega

dil ki adalat ka

hota hain har inaf anokha

dukh mein tapte

tapte wo ban jata hain loha

loha loha loha loha

sidha sadha har insan

hota hain woh phool samaan

insaniyat ke dusman

dete hain itna dokha

wo dukh mein tapte

tapnte wo ban jata hain loha

loha loha loha loha.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics