Singer | Pawan Singh |
Language | Hindi |
badi raunak hogi
bagwan ke darbar mein
ek farishta pahucha hai
zamin se aasma mein
lagta hai swarg satta mein
koyi sukhad sujhab ke liye
bagwan ne jan-jan ke dulare
aur hum subo ke pyare
kaljeyi atal ji ko
apne pas bulya hoga
usi upar wale se hath jodkar
pawan singh ki tarf se ek anurodh hai
bin atal hindustan tan jaise bina jaan
bin atal hindustan tan jaise bina jaan
na subah hoti na hoti shaam
kuch din rakh kar apne dham mein
lauta dena ae mere ram
kuch din rakh kar apne dham mein
lauta dena ae mere ram
jaan jan bekal hai na koi halchal hai
aaj bharat maa ka suna ye anchal hai
maut ki umar kya hai do pal bhi nahi
maut ki umar kya hai do pal bhi nahi
laut ke aaunga punch se kyu daru
jaan jan bekal hai na koi halchal hai
aaj bharat maa ka suna ye anchal hai
lal desh ka mahan saraswati ki juban
abhi janni ka baki hai kaam
kuch din rakh kar apne dham mein
lauta dena aye mere ram
kuch din rakh kar apne dham mein
lauta dena aye mere ram
thak kar soya hai laal mera komal hai
zuban par jai hind hai haath main kamal hai
jujhane ka mera irada na tha
mod par milenge iska wada na tha
rashta rok kar wah kahdi ho gayi
yun laga maut zindgi se badi ho gayi
thak kar soya hai laal mera komal hai
zuban par jai hind hai haath main kamal hai
aaj chum ke charan kahe ghungru pawan
man matlabi bhi karta salam !
kuch din rakh kar apne dham mein
lauta dena ae mere ram
kuch din rakh kar apne dham mein
lauta dena ae mere ram