Language | Bollywood |
dil haste haste ro padaa
dard aasuo mein hai bada
tuti sabse yaari
main toh zindagi se haari
gayi saanso ko dukha ke
kaha pe ye hawa
kyun rabba is kadar todeya ve
ki ik tukda na chodeya ve
dhadakane ki liye dhadkano mein
kuch na bacha
kyun rabba is kadar todeya ve
ki ik tukda na chodeya
dhadakne ki liye dhadkano mein
kuch na bacha
todeya ve… todeya ve….
dhadkano mein… todeya ve…
khud ka bazud kho gaya
saya bhi paraya ho gaya
dekha hai tujhko kahi pe
bole mera aaina
khud ka bazud kho gaya
saya bhi paraya ho gaya
dekha hai tujhko kahi pe
bole mera aaina
khund ko na pehchanu
pata ka khud na jaanu
jaau ab main kaha pe
dikhe na raashta
ki rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chodeya ve
dhadakane ki liye dhadkano mein
kuch na bacha
ki rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chodeya ve
dhadakane ki liye dhadkano mein
kuch na bacha
dil ka nnaseb tha bura
jo socha tha wo na hua
door se jo laga samandar
tha wo manjar ret ka
dil ka nnaseb tha bura
jo socha tha wo na hua
door se jo laga samandar
tha wo manjar ret ka
dhoka de gayi tadirein
jhooti nikli lakeerein
karu kispe yaqeen
ye samjh mein aaye na
kyu rabba is kadar todeya ve
ki ik tukda na chodeya ve
dhadakane ki liye dhadkano mein
kuch na bacha
kyun rabba is kadar todeya ve
ki ik tukda na chodeya
dhadakne ki liye dhadkano mein
kuch na bacha