Singer | Kumar Sanu & Lata Mangeshkar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Aao Pyaar Karen |
kyu phool khilte hai
unhe khushboo ki hai lagan
kyu panchi gate hai
unhe mosam ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai
unhe chahat ki hai lagan
kyu phool khilte hai
unhe khushboo ki hai lagan
kyu panchi gate hai
unhe mosam ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai
unhe chahat ki hai lagan
koi na koi to kisi na
kisi ki chah mein hai magan
chede meri julfe ye hawayen
bhawra mujhe dekhe gungunaye
teri ada to dilnasi hai
tere jaisa koi na hasi hai
kaise main man lu ye bate sanam
kaise main man lu ye bate sanam
itna yakin kar tere hai ham
kyu badal chate hai
unhe sawan ki hai lagan
kyu rat hoti hai
use chanda ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai
unhe chahat ki hai lagan
koi na koi to kisi na
kisi ki chah mein hai magan
duniya ye baharo ka hai mela
rah na paye koi bhi akela
dil jane kyu dil me gul khile hai
hum tum isi karan to mile hai
chahat ka ab izhar kare,
chahat ka ab izhar kare
milke gale aao pyar kare,
aao pyar kare
aao pyar kare
kyu nain milte hai,
unhe apno ki hai lagan
kyu pyar hota hai,
ye to janmo ki hai lagan
kyu dil dhadkate hai
unhe chahat ki hai lagan
koi na koi to kisi na
kisi ki chah mein hai magan.