Singer | Emiway |
Language | Hindi |
Album | Malum Hai Na |
live yourself!
main khush hoon
ammi abbu ko wo jagah pe laya
jahan pe rehne ke hum khwab dekhe
wakt nikala ghar sajaya
saja ke sona matlab yeh nahi hai
ki aap apno ko bhul jao
duniya ke saamne khul jao
dusron ki kare burai
khud ki uljhane suljhao
batao vattao
nahi bata payenge katao ticket
aur bachao mere se khud ko
mat aao mere se bhidne pakau
lagte hai saale chirkut haan
kyu jane de?
agar kisi ki baat buri lagi
toh bol sab ke saamne
kyu jane de?
sach bolo sach yahan bola
nakli log aaye pehchan’ne mein
kyu jane de?
agar kisi ki baat buri lagi
toh bol sab ke saamne
kyu jane de?
sach bolo sach yahan bola
nakli log aaye pehchan’ne mein
nahi girne diya khud ko
galat raaste mein (raaste mein)
hip-hop ko chuna
rappers ko khata main naashte mein (woooh)
faansle mein rehne laga logo se (aye)
inke cartoon jaise harkatein
yeh dikhne chahiye pogo pe (hahaha)
kyu ruku main?
mere andar tha jiske liye bhadaas
bad ass ban jaata
nahi farak agar tu hai naraaz
maharaj banke baitha hu
nahi aata main kabhi raas
kafi fast success mila mujhe
bolte saale lost
karle toss har baari head
kyunki bhai tera boss (ek number)
looking sleek & shiny
haan lip and gloss
bandi slip hai na boss
khud ko maintain kare aisa
(haq se)
dignity hai pehla
uske baad aata paisa
tu kaisa teri niyat bata degi
(bata degi)
vella ghumta rahega
toh item bhi vatta degi
(chal, chal, chal)
baki soch hai
kismat kyu ni sath deti?
(haan kahe ko)
maa baap ka rakh khayal
phir duniya bhi sath degi
(sach)
kyu jane de?
agar kisi ki baat buri lagi
toh bol sab ke saamne
kyu jane de?
sach bolo sach yahan bola
nakli log aaye pehchan’ne mein
kyu jane de?
agar kisi ki baat buri lagi
toh bol sab ke saamne
kyu jane de?
sach bolo sach yahan bola
nakli log aaye pehchan’ne mein
jo bhi keh nahi paata
likh deta main gaane mein
(gaane mein)
pith piche baatcheet
main nahi karta jaane de
yeh sab nahi sikhaya
mere maa ne bey (maa ne bey)
galtiyan ho jaati hai
yahan logo se anjaane mein
par jaane de
phir se na dorahna na
sochta na mauka thukrala
kyun ki khuddari
toh bachpan se khoon mein
bachpan mein school ka
sabse shaant bacha tha
sabse shaant bacha
aaj duniya ko nachata
mann chahta woh kiya
jo kiya, sau taka diya
sabko vatta diya
sabko bata diya
kitna hard hoon main
chadhna mushkil hai mujhpe
haan jaise everest ka pahaad hoon main
seedha khade jagah gaad doon main
gade murde ukhaad doon main
mere ko bura lagega toh
aise kaise jaan doon main?
kyu jane de?
agar kisi ki baat buri lagi
toh bol sab ke saamne
kyu jane de?
sach bolo sach yahan bola
nakli log aaye pehchan’ne mein
kyu jane de?
agar kisi ki baat buri lagi
toh bol sab ke saamne
kyu jane de?
sach bolo sach yahan bola
nakli log aaye pehchan’ne mein