Singer | Anuradha Paudwal & Suresh Wadkar |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga |
kya tarif karu iski ye kaisi hai
kya tarif karu iski ye kaisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
teri grihlakshmi mahalakshmi jaisi hai
teri grihlakshmi mahalakshmi jaisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
bade hi jatan se taraashi hui
bade hi jatan se taraashi hui
ajanta ki murat hai teri bahu
ye mai hi nahi ye kahenge sabhi
bahut khubsurat hai teri bahu
bahut khubsurat hai teri bahu
dekh ke jisko najar lage ye aisi hai
kya tarif karu iski ye kaisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
teri grihlakshmi mahalakshmi jaisi hai
teri meri pasand na aisi waisi hai
jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
mili aaj mujhko jo anmol khushiya
sahu kis tarah aur sambhalu to kaise
meri zindagi pe hai adhikar tera
koi baat teri mai talu to kaise
koi baat teri mai talu to kaise
is duniya me ek na tere jaisa hai
kya tarif karu teri tu kaisa hai
jaisa mere khwaab me tha waisa hai
jaisa mujhe chahiye tha waisa hai
hum ek dusre ke dil-o-jaan hai
hum ek dusre ke dil-o-jaan hai
ke sang sang rahenge jidhar jayenge
khyalo me khwaabo me bhi hum kabhi
agar dur honge to mar jayenge
agar dur honge to mar jayenge
pyar me tere haal hamara aisa hai
kya tarif karu teri tu kaisa hai
jaisa mere khwaab me tha waisa hai
jaisa mujhe chahiye tha waisa hai
kya tarif karu iski ye kaisi hai
kya tarif karu iski ye kaisi hai
jaisi mujhe chahiye thi waisi hai
jaisa mujhe chahiye tha waisa hai