Singer | Poornima & Udit Narayan |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Raja Ki Aayegi Baraat |
kya roop he tera, kya rang he tera
kya roop he tera, kya rang he tera
tu gazab ki chij sanam
tujko to paane ke khatir
kuch bhi kar jaayenge hum
kya roop he tera, kya rang he tera
kya roop he tera, kya rang he tera
tu mera maheboob sanam
tujko to paane ke khatir
kuch bhi kar jaayenge hum
jhulfe resham teri, chahera tera khub
jaise badlo se chal ke aai dhoop
chahe jitna bhi tu mujse ho anjaan
khusbu de deti he phoolo ki pahechan haay
tere badan ki daali masti me laheraye
tere gore tan pe chanda bhi sarmaye
badle saara aalam jab loo tera naam
tera saath hai jaise ho rango ki shaam
kya roop he tera, kya rang he tera
kya roop he tera, kya rang he tera
tu mera maheboob sanam
tujko to paane ke khatir
kuch bhi kar jaayenge hum
sangam saat sooro ka tere sath lage
tu hai rim zim saawan ye ahesaas lage
teri ek aahat se mann mera jhoome
jaise subha ki kirne dharti ko chume
tere khatir mera ye deewaana pan
sahil se takraye jaise lahero ka daaman
tere aajane se armaan khil jaaye
nadi koi sagar me jaise mil jaaye
kya roop he tera, kya rang he tera
kya roop he tera, kya rang he tera
tu gazab ki chij sanam
tujko to paane ke khatir
kuch bhi kar jaayenge hum
kya roop he tera, kya rang he tera
kya roop he tera, kya rang he tera
tu mera maheboob sanam
tujko to paane ke khatir
kuch bhi kar jaayenge hum
kuch bhi kar jaayenge hum.