Singer | Udit Narayan & Sadhana Sargam |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Anari |
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai
purab se mastani purvai chali
khushoo se mehki
phoolon ki gali
geet gaye nadiyan
lehron mein hai sargam
hai ghata deewani
boondon mein hai cham cham
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai
purab se mastani purvai chali
khushoo se mehki
phoolon ki gali
geet gaye nadiyan
lehron mein hai sargam
hai ghata deewani
boondon mein hai cham cham
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai
mehalon ki rani
dukh se begani
lag jaye na dhoop tujhe
ud ud jau
sabko bataon
dhoop lage hai chao mein mujhe
mehalon ki rani
dukh se begani
lag jaye na dhoop tujhe
ud ud jau
sabko bataon
dhoop lage hai chao mein mujhe
kaaton se ho jaye paon na ghayal
kaaton pe naachungi bandh ke mein payal
ghar nahi yeh to
kutiya humari hai
yeh teri kutiya to mehalo se pyaari hai
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai
purab se mastani purvai chali
khushoo se mehki
phoolon ki gali
geet gaye nadiyan
lehron mein hai sargam
hai ghata deewani
boondon mein hai cham cham
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai
behti pawan ki
ujaale gagan ki
jee karta hai saath chalu
cheekne dagar hai
geer ne ka daar hai
tham ka tera haath chalu
behti pawan ki
ujaale gagan ki
jee karta hai saath chalu
cheekne dagar hai
geer ne ka daar hai
tham ka tera haath chalu
dharti pe bekhren hai
oos ke moti
yeh teri boli to
sur naye peeroti
dard ka woh agan
mein chod ke aaye
kya tujhe jaannat ki raunka nahi bhai
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai
purab se mastani purvai chali
khushoo se mehki
phoolon ki gali
geet gaye nadiyan
lehron mein hai sargam
hai ghata deewani
boondon mein hai cham cham
kya mausam aaya hai
kya mausam aaya hai.