Singer | Naved Jafar |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Khamoshiyan |
mere mann chal duniya se ab door chale
raahon ki ungli thaame chalte chale
mere mann chal duniya se ab door chale
raahon ki ungli thaame chalte chale
na khushi aur na gham ho jahaan
dhoond le koi aisi jagah
kya khoya kya paya
itna kyun sochhe hai
tu hai nadiya, tu hai dariya
kyun khudko rokhe hai
kya khoya kya paya
itna kyun sochhe hai
tu hai nadiya, tu hai dariya
kyun khudko rokhe hai
jo ho gaya hai woh hona tha
jo ho raha hai woh hoga
kaahe hai kose laqeeron ko
paayega wohi jo boyega
ho naye kuch savere jahaan
dhoond le koi aisi jagah
(2x)
kya khoya kya paaya
itna kyun sochhe hai
tu hai nadiya, tu hai dariya
kyun khudko rokhe hai
kadmon ko kar apne awaara
mausam na honge ye dobara
jeet na paayega woh jag mein
khud se jo pehle se ho haara
kuch naye se woh sapne jahaan
dhoond le koi aisi jagah
(2x)
kya khoya kya paaya
itna kyun sochhe hai
tu hai nadiya, tu hai dariya
kyun khudko rokhe hai
mere mann chal duniya se ab door chale
raahon ki ungli thaame chalte chale
mere mann chal duniya se ab door chale
raahon ki ungli thaame chalte chale
na khushi aur na gham ho jahaan
dhoond le koi aisi jagah
(2x)
kya khoya kya paaya
itna kyun sochhe hai
tu hai nadiya, tu hai dariya
kyun khudko rokhe hai