Top Song Lyrics Find Here

kuch kuch lyrics – tony kakkar

kuch kuch lyrics – tony kakkar lyrics

Details
Language Hindi
Poster kuch kuch lyrics – tony kakkar
play
Lyrics

darte darte chupke chupke
paas aake keh ta hu tumse
tum sunti ho meri baate
raazi ho sun ne ko aahe
aur jab hath tera
mere hath mein hota hai
haye…

kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai

kuch kuch hota hai, bhayankar

kyoki shola shola tu meri shola
kyoki dola dola dil mera dola

kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai

kuch kuch hota hai, bhayankar

jaise karan johar ki film mein
romantic scene hota hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai

kuch kuch hota hai, bhayankar

badan pe jasie bijli gir gayi hai
ungli mere daato ke beech kat gayi hai
nas chadh gayi hai
but jo bhi hai woh sahi hai
sahi hai, sahi hai, sahi hai

kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai

bhayankar…!

tune peela di ankho se chadhi
dil karna chahta shararat badi
maano zara dil ki dil kehta sahi
ruk jao na tum ghadi do ghadi
aur jab saavan tere honth bhigota hai

kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai

kuch kuch hota hai, bhayankar

badan pe jasie bijli gir gayi hai
ungli mere daato ke beech kat gayi hai
nas chadh gayi hai
but jo bhi hai woh sahi hai
sahi hai, sahi hai, sahi hai

kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai
kuch kuch hota hai par sahi hai

bhayankar…!

kuch kuch, ho gaya ha ha ha..

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics