Singer | Sonu Nigam |
Genre | Adventure |
Language | Hindi |
Album | Pyaar Tune Kya Kiya |
kuk kuk koo kuk kuk koo
subah subah koyal bole
kuk kuk koo kuk kuk koo
sun ke saari duniya jaage
tum bhi jaago bhaago
bhaago luto hasin
in nazaron ko zat se
ramiyoon krishnayaaon
doob bhi aaye milne ko
chhodo re susti ko mast
ho ke ghar se niklo
zindagi hai khoobsurat
is ka hai koi mol
yaaron zara samjho
badalon se bani yeh kiski chawi
lag rahi hai mujhe koi ladki hasin
saat rango ki odh
ke chunar yeh nayi
hai chali re chali
yeh kahan ko chali
uchchal kud karti yeh hawa
picha karti hai uska
sar sar sar sar kehti hai
kya hoga matlab uska
ise jaano pehchaano oh
jaago mein pal mein fida
kuk kuk koo kuk kuk koo
subah subah koyal bole
kuk kuk koo kuk kuk koo
sun ke saari duniya jaage
tum bhi jaago bhaago
bhaago luto hasin in
nazaron ko zat se
sab tere hai yahan
tu dekh pyaar se
har khushi hai yahan
pe ek katar se
woh bhi to hai yahi
pe chaaon mein jisse
woh chupi hai milegi
ek din muhje
jag jag kar yeh tare
kisko takhe rehte hai
parbat se behte jarne
kis se milne tarse hai
ise jaano pehchaano oh
jaago mein pal mein fida
kuk kuk koo kuk kuk koo
subah subah koyal bole
kuk kuk koo kuk kuk koo
sun ke saari duniya jaage
tum bhi jaago bhaago
bhaago luto hasin in
nazaron ko zat se
ramiyoon krishnayaaon
doob bhi aaye milne ko
chhodo re susti ko mast
ho ke ghar se niklo
zindagi hai khoobsurat
is ka hai koi mol
yaaron zara samjho.