Singer | Kavita Krishnamurthy |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Do Matwale |
koi hai hai hum hai
tu kaha se aayi hindustan se
no pakistan se no no
englistan se o no no no no
tokyo tokyo o saka o saka
main gudiya japani
main ladki deewani
mushkil main hoon
dil kise doon
kehne se darte hai
mujhpe to marte hai
sab ladke hindustani
main gudiya japani
main ladki deewani
are mushkil main hoon
dil kise doon
kehne se darte hai
mujhpe to marte hai
sab ladke hindustani
ek main anar mere sekdo bimar
sochti hoon yaar karu to
main kis se pyar
ek main anar mere sekdo bimar
sochti hu yaar karu to
main kis se pyar
mere laakho parwane
main to hoon pareshan
mujhko dil tu dede
mera dil tu lele
aise na kar aana kani
main sama mastani
karungi man mani
karna deewane nadani
main gudiya japani
main ladki deewani
are mushkil main hoon
dil kise doon
kehne se darte hai
mujhpe to marte hai
sab ladke hindustani
puchhte hai log
mera naam aur pata
dhundte hai meri
galiyon ka rasta
puchhte hai log
mera naam aur pata
dhundte hai meri
galiyon ka rasta
kaise main batla doon
darta hai dil jawan
chamakta nageena
o chanchal haseena
yu na bana tu kahani
hatali nighahe pakadna yun baahe
dungi na dil dilbar jani
main gudiya japani
main ladki deewani
are mushkil main hoon
dil kise doon
kehne se darte hai
mujhpe to marte hai
sab ladke hindustani.