Singer | Abhijeet Bhattacharya |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Kismat |
koi bhi na jaane ke
main kaun hoon
koi bhi na pachane ke
main kaun hoon
koi bhi na jaane ke
mai kaun hoon kaun ho
koi bhi na pachane ke
main kaun hoon kaun ho
koi bhi na pachane ke
main kaun hoon
koi bhi na jane ke
main kaun hoon
aashiq lagta hoon hoon nahi
chhliya lagta hoon hoon nahi
bhola lagta hoon hoon nahi
chalu lagta hoon hoon nahi
jokar lagta hoon hoon nahi
lofar lagta hoon hoon nahi
budhoon lagta hoon hoon nahi
chhala lagta hoon hoon nahi
parde pe parda hai
chehre pe chehra hai
kya hai deewano koi
samj na payega
aankho mein pani hai
hotho pe sola hai
kya dil ke andar hai
koi nahi batlayega
hoga jo chha gaya
ye to iski bhoonl hai
katon mein bhi phoonl hai
koi na pachane ke
main koun hoon
koi bhi na jaane ke
main kaun hoon
kata lagta hoon hoon nahi
nadan lagta hoon hoon nahi
pagal lagta hoon hoon nahi
majnu lagta hoon hoon nahi
jokar lagta hoon hoon nahi
lofar lagta hoon hoon nahi
budhoon lagta hoon hoon nahi
chhala lagta hoon hoon nahi
kaisi dileri hai kya hera feri hai
ander kaisa hai ajab tamasa tara
kaisa sikari hai kitna anadi hai
apne hi dhandhe mein
fasa hai dekho bechara
anhoni ho gayi
sab kismat ki bat hai
kaisa gham kya khoonsi
sab kudrat ke hath hai
koi na pachane ke
main koun hoon
koi bhi na jaane ke
main kaun hoon
dusman lagta hoon hoon nahi
sathi lagta hoon hoon nahi
tera lagta hoon hoon nahi
teda lagta hoon hoon nahi
jokar lagta hoon hoon nahi
lofar lagta hoon hoon nahi
zero lagta hoon hoon nahi
hero lagta hoon
hero lagta hoon.