Singer | Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Jaanam Samjha Karo |
aaa….aaa..aaa….aaa..hmmm…
kisi ne hamse kiya hai
jab se woh ek wada hai
na puchho dil ne kiya hai
kya kya hasi irada hai
kaise suhane sapane saje hai
dil ki dagar pe tare
main taare biche hai
age kya ho ye hai kisko bata
kisi ne hamse kiya hai
jab se woh ek wada hai
na puso dil ne kiya hai
kya kya hasi irada hai
meri nazar jab unse ladegi
hal chal si kuch dil mein padegi
pahele jara ruk ruk ke
chalungi baad mein
ekdam khul ke milungee
esa karungi raza karungi
aur na jane kya kya karungi
tum hi socho jara
haiya ho haiya ho
haiya ho haiya ho
haiya ho are haiya ho
haiya ho are haiya ho
kisi ne haumse kiya hai
jabse vo ek vada haye
na pucho dil ne kiya hai
kya kya hasi irada haye
akhir mein vo mujhe
kyu dil mein laya
pyaar nahi hai toh kyu bulaya
izzat meri ab har dil main hogi
chahat meri har mahephil mein hogi
wesi hi hu mai bhi jasi
woh chahe bekar main
dil dhadke hai khae
sab ye bharam hai mera
haiya ho haiya ho
haiya ho haiya ho
haiya ho are haiya ho
haiya ho are haiya ho
kisi ne hamse kiya hai
jab se woh ek wada hai
na puso dil ne kiya hai
kya kya hasi irada hai
kaie suhane sapane saje hai
dil ki dagar pe tare
main taare biche hai
age kya ho ye hai kisko bata
kisi ne hamse kiya hai
jab se woh ek wada hai
na puso dil ne kiya hai
kya kya hasi irada hai
kaise suhane sapane saje hai
dil ki dagar pe tare
main taare biche hai
age kya ho ye hai kisko bata