Singer | Sabri Brothers |
Genre | Qawwali |
Language | Hindi |
Album | Tarkieb |
jaisa jiske yaar ka chehra
waisa hi sansar ka chehra
kisi ko apna bana le
ha kisi ko apana bana le
ya kisi ka ho jaa
kisi ko apna bana le
ha kisi ko apana bana le
ya kisi ka ho jaa
ho khud ko pana hai to phir
khud ko pana hai to phir
raahe wafa mein kho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
apna bana le kisi ko kisi ko
apna bana le kisi ko kisi ko
apna bana le apna
ya kisi ka ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
geet ke waste ragani chahiye
raah tariq hai roshani chahiye
hosh ke waste maykashi chahiye
hai talab apni apni sabhi ki yaha
darde dil ke liye aashiqie chahiye
ishq hi murat murat
ishq hi surat surat
ishq hi kudarat kudarat
ishq hi kismat
dil hai to dil ke
waste diladar chahiye
dil hai to dil ke
waste diladar chahiye
dil hai to dil ke
waste diladar chahiye
dil hai to dil ke
waste diladar chahiye
mushkil hai pyaar pana
magar pyaar chahiye
mushkil hai pyaar pana
magar pyaar chahiye
akl ke dhokhe mein mat aana
akl ko hosh nahi
kya wo maykash hai ho
mayakhane mein madhosh nahi
ho dhudh le koi aankh nashili
ha dhudh le koi aankh nashili
mast nashe mein ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
phul bina gulzar adhura
jaam bina maykhwar adhura
taaz bina darbar adhura
yaar bina sansar adhura
yaar bina sansar adhura
aadhi dharati aadha ambar
ye bhi adhura wo bhi adhura
aadhi dharati aadha ambar
ye bhi adhura wo bhi adhura
dono ke mil jaane se hi
hota hai sansar ye pura
hota hai sansar ye pura
hota hai sansar ye pura
har safar ke liye hamasafar chahiye
har safar ke liye hamasafar chahiye
har mushafir ko ek rehgujar chahiye
har mushafir ko ek rehgujar chahiye
zindagi ke liye zindagi ki kasam
zindagi ke liye zindagi ki kasam
zindagi ke liye zindagi ki kasam
pyaar jisme ho aisi nazar chahiye
pyaar jisme ho aisi nazar chahiye
pyaar jisme ho aisi nazar chahiye
ho jivan dhup kadi hai kadi hai
jivan dhup kadi hai kadi hai
zulfon ki chhaav mein so jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ko apna bana le
kisi ko apna bana le
yaa kisi ka ho jaa
ho khud ko pana hai to phir
khud ko pana hai to phir
raahe wafa mein kho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa
kisi ka ban jaa ban jaa
kisi ka ho jaa ho jaa.