Singer | Kk & Suchitra |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Force |
omaha ziya..
wahi yala
wahi yala
ziya newa sahiya
omaha ziya..
wahi yala
wahi yala
ziya newa sahiya
khwabon khwabon
jaage soye
khoye khoye
hum hai jaise yahan
raho raho
dundle dundle
halke halke
hosh ke hai nishan
omaha ziya..
wahi yala
wahi yala
ziya newa sahiya
omaha ziya..
wahi yala
wahi yala
ziya newa sahiya
tum hum safar ho toh
raste sab hai sehar
har mod par milte
sapno ke hai mehal
pighle tan mann hai
sanson mein han nasha
tum hum safar ho toh
sab hai jaise haseen
chand se zyada hai
jagmagati zameen
pyaar mein dhoobi si
lagti hai har disha..
khwabon khwabon
jaage soye
khoye khoye
hum hai jaise yahan
raho raho
dundle dundle
halke halke
hosh ke hai nishan
kya karoon mein bayan
ladkhadaye zabaan
hum jo aise mil gaye hai
ab iraade hi naye hai
tum hi kaho
kaise na ho
dil mein mere
yeh..hulchul
hum toh jaise hai deewane
dil ki saari baatein maane
tum ho jahan
main hoon wahan
dono hue hai pagal
kum na ho deewangi apni
guzre yuhin zindagi apni
dil jo batayenge
hum kehte jayenge..
ha…
khwabon khwabon
jaage soye
khoye khoye
hum hai jaise yahan
raho raho
dundle dundle
halke halke
hosh ke hai nishan
omaha ziya
wahi yala
wahi yala
omaha ziya
wahi yala
wahi yala
ziya newa sahiya
pyaar ke joh raaste hai
apne hi toh waaste hai
tum bhi chalo
main bhi chaloon
chalte rahe..hum pal pal
palkon palkon khwaab leke
ik dile betaab leke
hum joh chale
chaane lage
geeton ke..yeh baadal
gunje hai joh geet surile
mann joh iinki madira peele
hum bheke jayenge
hum kehte jayenge
ha..
khwabon khwabon
jaage soye
khoye khoye
hum hai jaise yahan
raho raho
dundle dundle
halke halke
hosh ke hai nishan
tum hum safar ho toh
raste sab hai sehar
har mod par milte
sapno ke hai mehal
pighle tan mann hai
sanson mein han nasha
tum hum safar ho toh
sab hai jaise haseen
chand se zyada hai
jagmagati zameen
pyaar mein dhoobi si
lagti hai har disha..
ab har disha..
oo..owo… yeyiyeyo
yeyiyeyo aa..ye..ho..