Language | Bollywood |
khanabadhosi naina banjare
dhoondhe tujhme thikane
zid pe jiya re
jiyara bhatkaye ae ae
bewajah tadpaye ae ae
ye lade tujhi se bewafa
ye adde tujhi pe har dafa
tu falak hu main zameen jaise
ye falak ye ek kami jaise
dhokhebaaji wala karobaar ye
dhokhebaaji jeeta kyu ye pyaar hai
khwabfaroshi uljhe sitare
hatho ki ye lakire juda do kinare
khanabadhosi raah na pata re
jiska ho na saka main uske havale
baate thi ankahi kehni thi na kahi
kya thi main ghalat ya sahi
tera mera kya vassta
do raha hai ye raasta
jab bhi aaye tu saamne
kyu bane fir wo hi daasta
lagi tujhme mujhme hod hai koi
koi thaame chhod de koi
jaane kyu hum aise mod pe mile
sirf dhoonde shikave gile
seenazori wala ekraar hai
ki na chori haye izhaar hai
khwabfaroshi aag lagaye
ruya-ruya jaise dhuya-dhuya jaye
khanabadhosi khoon badhaye
kaante-kaante chubhte raate-raate jaye
jhuthi-muthi kasme aadhe-aadhe wade
tuti-futi rasme betuke iraade
khwabfaroshi aag lagaye
ruya-ruya jaise dhuya-dhuya jaye
khawbfaroshi uljhe sitare
hatho ki ye lakire juda do kinare
khanabadhosi raah na pata re
jiska ho na saka main uske havale