Language | Latest |
wo naam mera aksar
diwar pe likhte the
kaagaj pe likhte the
akhbaar pe likhte the
yahi fark tha dono mein
hum dil pe likhte the
wo diwar pe likhte the
wo diwar pe likhte the
wo diwar pe likhte the
sawan ka mahina tha
barish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
sirkat thi auron ki
acha huya chhoot gayi
aadat un baanhon ki
patjhad se mila diya
main gulzar thi rahon ki
aashiq masroof rahein
aawaj bhi na pahunche
maashuk ya hon ki
maashuk ya hon ki
sawan ka mahina tha
barish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
sirkat thi auron ki
khudgarz mohabbat ka
ek jashn manayenge
tutte dilwalon ko
dawat pe bulayenge
wo aaj nahi toh kya
kabhi toh apna tha
waat ke chehre se
parda na hatayenge
parda na hatayenge
ehsaas jitayenge
sawan ka mahina tha
barish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
sirkat thi auron ki
sawan ka mahina tha
barish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
sirkat thi auron ki