Top Song Lyrics Find Here

khuda na khasta

khuda na khasta lyrics

Poster khuda na khasta

khuda na khasta

lyrics/Album : One By Two
Details
Singer Arijit Singh
Genre Sad
Language Hindi
Album One By Two
Poster khuda na khasta
play
Lyrics

tukdon ki yeh..

tasveer hai..

tukdon mein bhi lekin haseen tehreer hai

kehne ko yoon..

keh leejiye..

tewar bhari se badnuma yeh zanjeer hai


yeh zindagi jua hai

kisko yakeen hua hai

baaziyan na munasib kahin badh jaaye na

ik tarfa safar ke, lab pe yehi dua hai

kahin na ganwara mod koi mud jaaye na


khuda na khasta

khuda na khasta

kudaya khair kare

khuda na khasta


ik haath mein..

sau haath hai..

aur doosre mein ranjishein hain, jazbaat hain

na jaane kyun.. iske liye..

kohraam mein kuchh itminaan si baat hai


yeh zindagi dhuaan hai

kisne ise chhua hai

titliyon ki tarah shokh hai

udd jaaye na

ek tarfa safar ke

lab pe yehi dua hai

kahin na ganwara mod koi mud jaaye na


khuda na khasta

khuda na khasta

kudaya khair kare

khuda na khasta


o.. jeene ko jo aashiyana biyabaan hai

o.. palta ussi aashiyaane mein toofan hai

saaiyaan.. saaiyaan..


itni silvatein maazi mein padi

jeene ki wajah unse thi badi

o.. zaaya baat kyun shikwon mein karein

adhoori hasratein dar pe hain khadi


o.. yeh zindagi nasha hai

takleef mein maza hai

iski fitrat mein hi jung hai, chhid jaaye na

ik tarfa safar ke, lab pe yehi dua hai

kahin na ganwara mod koi mud jaaye na


khuda na khasta

khuda na khasta

kudaya khair kare

khuda na khasta (repeat once)

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics