Singer | Mohit Chauhan |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Babumoshai Bandookbaaz |
khali khali hai neend sapno se khali hai
kali kali hai, subah bhi saali kali hai
khali khali hai neend sapno se khali hai
kali kali hai, subah bhi saali kali hai
kaante hi kaante har ek silwat
chilne lagi hai har ek karwat
kaante hi kaante har ek silwat
chilne lagi hai har ek karwat
chilne lagi hai..
roti bilakhti huyi raat jaise rudali hai
khali khali hai..
aaiyna jo dekha waqt ka
tu meri khal ka koi aur tha
darr gaya main khud se darr gaya
ke mujhko tha pata main mar gaya
saanso ka indhan yun jal raha hai
apne hi kandhe pe khud lash apni utha li hai
khali khali hai..
zindagi ke dhoke mein mujhe
mili thi jo kabhi, woh maut thi
woh lamha jo samjha ji gaya
woh har lamhe ki thi bas khud-khushi
woh vaqt bhi ab toh maar chuka hai
woh mujhme ho ke guzar chuka hai
toh saath apne hi uski chitta bhi jala li hai
khaali khaali hai neend sapno se khaali hai
kaali kaali hai, subah bhi saali kaali hai (x2)