Singer | Asha Bhosle |
Genre | Muzara |
Language | Hindi |
Album | English Babu Desi Mem |
kaise mukhde se nazre hataoon
kaise mukhde se nazre hataoon
ke tujh main hai rab dikhda
ke tujh main hai rab dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
kaise mukhde se nazre hataoon
tujhe dekhna meri pooja hai
tu hi tu hai aur na dooja hai
nahi tere nazaroon se ji bharta
rehe samne tu yahi ji karda
rehe samne tu yahi ji karda
ji karta hai mera ji
karta hai mera ji karta hai
tujhe deke jau ke
tujme hi rab dikhda
ji karta hai mera ji karta hai
tujhe dekhe jaoon ke
tujh main hai rab dikhda
ji karta hai mera ji karta hai
tujhe dekhe jaoon ke
tujh main hai rab dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
ji karta hai mera ji
karta hai mera ji karta hai
tujhe deke jau ke
tujme hi rab dikhda
aaaaaaaaaa
aaaaaaaaaa
tujh main hi samaya do jahan hai
baki aur kya hai sab dua hai
na tujh se kuch pehle yahan tha
na kuchh tere baad yahan hai
jahan dekhoon main jahan
dekhoon main tujhko hi paoon
jahan dekhoon main jahan
dekhoon main tujhko hi paoon
ke tujh main hai rab dikhda
jahan dekhoon main jahan
dekhoon main tujhko hi paoon
ke tujh main hai rab dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
ji karta hai mera ji
karta hai mera ji karta hai
tujhe deke jau ke
tujme hi rab dikhda
humne jasn dekha zindgi ka
aalam kuch na poocho wo khushi ka
maut ka jalwa ab dekhenge
lamha wo aaya hai bekhudi ka
maut ka jalwa ab dekhenge
lamha wo aaya hai bekhudi ka
karoon sajda to karoon
sajda to sar na uthaoon
ke tujh main hai rab dikhda
karoon sajda to karoon
sajda to sar na uthaoon
ke tujh main hai rab dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
rab dikhda dikhda
ji karta hai mera ji
karta hai mera ji karta hai
tujhe deke jau ke
tujme hi rab dikhda
ye pyar ka rog anokha hai
nahi mitta dard hakimo se
tere pyar main marke ji jaoon
mere dard ka chaara tu hi hai
ji karta hai mera ji karta hai mera.