Singer | Kishore Kumar |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Qatl |
kahan ja raha tha
kahan aa gaya hoon
kahan ja raha tha
kahan aa gaya hoon
na mujhko pata hain
na dil ko khabher hain
koi khida na
koi inthaa hain
safer yeh mohabbat ka
kaisa safer hain
kahan ja raha tha
kahan aagaya hoon
kahan ja raha tha
wo rangin nagma
kaha kho gaya hain
wo rangin nagma
kaha kho gaya hain
mera saaj khamos
kyo ho gaya hain
wo jejba jo muskil se
maine jagaya
wo phir jagte jagte
so gaya hain
na johka hawa ka
na pheli si khushboo
ye phoolo ki basti
ya kato ka ghar hain
kahan ja raha tha
kahan aa gaya hoon
kahan ja raha tha
kahan aa gaya hoon
kahan ja raha tha
wo jis ke liye
ye andhere kharide
wo jis ke liye
ye andhere kharide
ujale ki kimat bhi
us ko bata doon
kabhi zindagi ki
dua di thi jisko
use bewefai ki
kya main saja doon
kabhi zindagi ki
dua di thi jisko
use bewefai ki
kya main saja doon
saja doon saja doon
yeha se na aane
na jane ka rasta
mager qatl ke
vaste rahe hain gujar
mager qatl ke
vaste rahe hain gujar
mager qatl ke
vaste rahe hain gujar.