Singer | Alka Yagnik |
Genre | Muzara |
Language | Hindi |
Album | Umrao Jaan |
kaun kisako yahaa bhalaa samajaa
humane kyaa samajaa tumane kyaa samajaa
bewafaa humane tumako samajaa sanam
tumane humakohi bewafaa samajaa
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo

meri aankhon mein jo achhe nahi lagate aansu

to jalaayaa naa karo mujhako sataayaa naa karo
to jalaayaa naa karo mujhako sataayaa naa karo
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
tum kisi aur ki kismat mein ho tum mere nahi

ye agar sach bhi hai to mujhako bataayaa naa karo
ye agar sach bhi hai to mujhako bataayaa naa karo
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
yaa to taawir bataayo mere sab khwaabo ki

yaa koi khwaab in aankhon ko dikhaayaa naa karo
yaa koi khwaab in aankhon ko dikhaayaa naa karo
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho
abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho
sirf ek rasm nibhaane ko to aayaa naa karo