Singer | Ritu Pathak |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Players |
kyun dooriyan..hai darmiyaan
badh jaane de..nazdeekiyan
har saans mein..mehsoos kar
in saanson ki..madhoshiyan
mera nasha aise chadhe
mera nasha zidd pe ade
mera nasha aise naa jaaye
jhoom jhoom jhoom jhoomta ja
mera nasha tujhko hua
mera nasha hai khwaab sa
mera nasha aise naa jaaye
jhoom jhoom jhoom jhoomta tu ja
jis aag mein yeh badan jal raha hai
mera aye humsafar
tu bhi usee mein..jal jaayega
jayega..
parwaane kyun par shamaa pe machalte hain
tujhko aaj phir
iss ka pata bhi chal jaayega
main hi shehad
main hi zehar
mujhme teri shaam-o-sheher
meri inn panaahon mein aakar
jhoom jhoom jhoom jhoomta ja
mera nasha aise chadhe
mera nasha zidd pe ade
mera nasha aise naa jaaye
jhoom jhoom jhoom jhoomta tu ja
main bhi hoon tanha
tu bhi akela
mauqa bhi haseen
milne ka hone de silsila
silsila bin kuch kahe kuch, sune, kuch kiye
kab main tujh pe mar gayi
mujhko pata bhi naa ye chala
lo mar gaye hum bekasoor
woh jee gaye jinka kasoor
aankhon se meri jaan le
jhoom jhoom jhoomta ja
main bhi hoon tanha hai
tu bhi akela hai
mauka bhi haseen
milna ka hone de silsala
silsala
bin kuch kahe kuch sune kuch kiye
kab main tujhpe marr gayi
mujhko pata bhi..na yeh chala
lo marr gaye hum bekasoor
woh jee gaye jinka kasoor
hathoon se meri jaan lekar
jhoom jhoom jhoom jhoomta ja
mera nasha aise chadhe
mera nasha zidd pe ade
mera nasha aise naa jaaye
jhoom jhoom jhoom jhoomta tu ja