Singer | Anuradha Paudwal & Kishore Kumar |
Genre | Happy |
Language | Hindi |
Album | Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga |
haste hasate raho
khushiya lutate raho
haste hasate raho
khushiya lutate raho
ghum ko chupate raho
ye geet gate raho
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
dukh thoda jyada hain
dukh thoda jyada hain
sukh thoda kam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
abhi is bagiya mein
rut hain khushi ki
abhi is bagiya mein
rut hain khushi ki
dil me sabhi ke chahat sabhi ki
aao dua mil kar ye mange
aao dua mil kar ye mange
khushi ko lage na nazar kisi ki
khushi ko lage na nazar kisi ki
mangne ka pane ka
mangne ka pane ka
yahi mausam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
dukh ke din kah kar nahi aate
dukh ke din kah kar nahi aate
sukh ke pal jane kab ud jate
sukh dukh chalte hain aage piche
sukh dukh chalte hain aage piche
jab jo mile use raho apnate
jab jo mile use raho apnate
hoth kabhi haste hain ho
hoth kabhi haste hain
aankh kabhi naam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
dukh thoda jyada hain
dukh thoda jyada hain
sukh thoda kaam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain
jeevan sukh dukh ka
ek sangam hain.