Singer | Mohammed Aziz, Anupam Kher & Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Izzat Ki Roti |
aaye hai dar par tere hum
bandh kar sar par kafan
aa jayenge ab to tujhko sath lekar
janeman samjhe
kah de khul ke kah de duniya walo se
takraye bekar na hum dilwalo se
kah de khul ke kah de duniya walo se
takraye bekar na hum dilwalo se
humne unke mohalle mein ghar le liya
humne unke mohalle mein ghar le liya
are o ghar le liya
aankh tune milayi aag tune lagai
chain tune churaya nind tune udai
teri jawani hai tera zamana hai
jo chahe tu zulm dha le
jo chahe tu zulm dha le
teri adao ke diwane hai
ji bhar ke humko sata le
ji bhar ke humko sata le
jab bhi aawaz denge tumko
aana padega
jo bhiwada kiya hai wo
nibhana padega
sham sawere jo khidki khulegi
halki jhalki to unki milegi
are o ghar le liya
ishq aawaz de to husn kaise rukega
is zaamne ke aage dil kabhi na jhukega
tere liye sari duniya bhula du
dono jaha ko mai thokar laga du
are o dil de diya
mai girdhari nipat adhari
chakkar kha gaya chakardhari
bhul ho gayi humse bhari
apni akal gayi thi mari
hum tumko pahchan na paye
mafi de do krishan murari
hum tumko pahchan na paye
mafi de do krishan murari
mai girdhari nipat adhari
chakkar kha gaya chakardhari
mai girdhari nipat adhari
chakkar kha gaya chakardhari
hum bhi utmhare ghar bhi tumhara
sara mohalla tumhara
sara mohalla tumhara
humko to khane ka
peene ka jeene ka
tune diya hai sahara
tune diya hai sahara
kanya kuwari yeh ab hai tumhari
tune jaga di ye kismat hamari
are o ghar le liya
kah de khul ke
kah de duniya walo se
takraye bekar na
hum dilwalo se
are humne mohabbat
mein dil de diya
humne unke mohalle
mein ghar le liya
are o ghar le liya.