Top Song Lyrics Find Here

humne suna hai

humne suna hai lyrics

Poster humne suna hai

humne suna hai

lyrics/Album : Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Details
Singer Udit Narayan, Alka Yagnik & Sudesh Bhonsle
Genre Happy
Language Hindi
Album Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Poster humne suna hai
play
Lyrics

humne suna hai tumne

jeevan saathi chuna hai

jisko tumne chun hi liya

hai cheez woh kya hai

humne suna hai tumne

jeevan saathi chuna hai

jisko tumne chun hi liya

hai cheez woh kya hai

kahin hoga na aisa ek bhi

hoshyar bhi woh nek bhi

uuse duniya mein sab

kehte hai achcha

kabhi jhoot nahin woh bolta

kabhi zaher nahin woh golta

woh dil ka saaf hai aur

bilkul sachcha samje bachcha

humne suna hai tumne

jeevan saathi chuna hai

jisko tumne chun hi liya

hai cheez woh kya hai


yeh to bata do hume samjha

do hai kis garane ka woh

woh nahin aisa waisa nahin tumhare

jaisa hai naye zamane ka woh

yeh to bata do hume samjha

do hai kis garane ka woh

woh nahin aisa waisa nahin tumhare

jaisa hai naye zamane ka woh

kahin pada use kya paya

tha ya woh khud rota aaya tha

hum se to kaho hum

par yakeen karlo

jo tumne ishara hai kiya

maine pehle hi tha keh diya

ladke ki poori chaan

bin karlo chup bhi raho

humne suna hai tumne

jeevan saathi chuna hai

jisko tumne chun hi liya

hai cheez woh kya hai

cheez woh kya hai


chup rehtha hai ya bole

jaata hai kya bor karta hai woh

jaayen kahin woh jo baat

kare to ek rang bharta hai woh

chup rehtha hai ya bole

jaata hai kya bor karta hai woh

jaayen kahin woh jo baat

kare to ek rang bharta hai woh

indian hai ya angrez hai

woh seedha hai ya tej hai

himmatwala hai kya mere jaisa

nikamma hai ya kaam ka

pati banega bas kya naam ka

woh jaisa bhi ho par

na ho aisa aisa waisa


humne suna hai tumne

jeevan saathi chuna hai

jisko tumne chun hi liya

hai cheez woh kya hai

haan tumne suna hai

tumne bilkul thik suna hai

maine jeevan saathi

chuna hai kyun kahon kya hai

cheez woh kya hai

kyun kahon kya hai

cheez woh kya hai

kyun kahon kya hai

cheez woh kya hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics