Singer | Mohammed Aziz & Shailender Singh |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Hum Se Na Takrana |
humsa nahinn hain koi shahar mein
humsa nahinn hain koi shahar mein
hum aa gaye hain apni lahar mein
hum aa gaye hain apni lahar mein
bemaut mare nahin jana
o dekho hum se na takrana
o dekho hum se na takrana
do sidhe sadhe insan hum hain
do sidhe sadhe insan hum hain
chhedo na hamko tufan hum hain
chhedo na hamko tufan hum hain
bemaut mare nahin jana
o dekho hum se na takrana
o dekho hum se na takrana
pahle kabhi hum ladte nahin
pichhe kabhi hum hatte nahin
ha pyar se ye sar katlo
talwar se hum kat te nahin
hum sabse jite sab humse hare
sun le ye sare dusman hamare
bemaut mare nahin jana ho
o dekho o dekho
o dekho hum se na takrana
takrana hum se na takrana
teri to hum se na takrana
woh wo wo wo wo wo wo wo wo wo
woh samne aaye jisme dam ho
hamse lade jiski umar kam ho
are bhage abhi the tum mar khake
phir aa gaye ho bade besharam ho
kaise lafange kaise mawwali
hum aa gaye to maidan khali
bemaut mare nahin jana ho
o dekho o dekho
o dekho hum se na takrana
takrana hum se na takrana
kya samjhe hum se na takrana
ek duje ke hum jijaan hain
ek duje ki hum pehchan hain
esa bhi hota hai pyaar kya
ye duniya wale heran hain
sab pe he bhari jhodi hamari
darti hai hamase duniya ye sari
bemaut mare nahin jana ho
o dekho o dekho
o dekho hum se na takrana
takrana hum se na takrana
nahin samjhe hum se na takrana
humsa nahin hain koi shahar mein
hum aa gaye hain apni lahar mein
bemaut mare nahin jana
o dekho o dekho
o dekho hum se na takrana
takrana hum se na takrana
naa naa naa hum se na takrana.