Singer | Vishal Dadlani |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Boss |
(re passe ne hat ja re taau.. boss aa riya se..
pata koni ke tanne.. boss re boss..)
hum na chhode.. tode.. phodein..
jo bhi humse panga le..
hum na chhode, tode.. phode..
jo bhi humse panga le..
collar nikal ke, jeans phati daal ke..
duniya ko bandh ke, apne rumaal se..
hum to chale jhoomte..
dayein bayein ghumte.. hey..
masti full on re..
rokega kaun re..(repeat once)
hmm.. hum na chhode.. tode.. phodein..
jo bhi humse panga le..
hum na chhode.. tode.. phode..
jo bhi humse panga le..
hey jo yahaan baat karega (akad ke)
taang deke usko chand pe (pakad ke)
apna to mizaj hi bada, hai manmaana..
hum hain baki sab jubaan ke yahan gulam hai (gulam hai..)
aate-jate humko thokte salam hain (salam hain)
apne hi usool pe chale yeh jamana (yeh jamana)
mana humne hum dheet hain
lekin dil ke hum meet hain
mana humne hum dheet hain
lekin dil ke hum meet hain
geet yahi chhedke, apni guitar pe
fikron ka aasman sir se utaar ke
hum to chale jhoomte..
oh daaye baaye ghumte..
masti full on re..
rokega kaun re..(repeat once)
(re khatam nahi hua baavdi poonchh.. abbe dhol peet le..)
(re guitar baja le jakson ki aulaad)
(re peepni ne phoonk le.. hawa ni bhar ri ke andar..)
(re orkistra, baja..)
ho apni to hai sidhi sadi si philosophy (philosophy)
khate peete mauj mein kate, ye zindagi (ye zindagi..)
dil rahe khushi ke hi nashe mein chakraya..
hoo hum to cheez hain kamal ki, pahchan lo..
yaar jake husn walo se, yeh jaan lo..
humne hi to ladkiyon ka dil, hai dhadkaaya..
apne charche akhbaar mein..
chhapte rahte hain pyar mein
apne charche akhbaar mein..
chhapte rahte hain pyar mein..
wish ko hum to karte hain, apne hisab se…
humpe yakeen na ho to, poochh lo janaab se..
o hum to chale jhoomte.. haan
daayein baayein ghumte..
masti full on re..
rokega kaun re..(repeat once)
hum na chhode.. tode.. phodein..
jo bhi humse panga le..
hum na chhode, tode.. phode..
jo bhi humse panga le..
(aye taau boss chala gaya..
ab kaahein ki uchhal kood)