Singer | Mohammed Aziz |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Sitapur Ki Geeta |
hum kaun hain kyu aaye hain
ye sab ko bata denge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum kaun hain kyu aaye hain
ye sab ko bata denge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
humse takrane ka
tujhko maja chakha denge
mahfil se uthja warna
hum duniya se uthadenge
mahfil se uthja warna
hum duniya se uthadenge
is budhe ki akal ha imari gayo
ye hamko uthane aaya hain
ye hamko uthane aaya hain
is umar mein ek jawan se ye
dekho takrane aaya hain
dekho takrane aaya hain
dekho takrane aaya hain
jaake koi wapis aata nahin
wapas wapas aata nahin
jaha se wapis koi aata nahin
waha tujhko pahuchadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
tere bap barabar umar meri
mere samne tu ek bacha hain
mere samne tu ek bacha hain
ye din hain tere khelne ke
aur akal mein bhi tu kacha hain
aur akal mein bhi tu kacha hain
aur akal mein bhi tu kacha hain
na sari umar tu bhul sake
na bhule na bhule na bhule
na sari umar tu bhul sake
wo sabak sihkadenge
mahfil se uthja warna
hum duniya se uthadenge
mahfil se uthja warna
hum duniya se uthadenge
raste mein hamare jo aaya
wo mit jaye ya kat jaye
wo mit jaye ya kat jaye
pathar ki nazar bhi jane do
pathar ka kaleja fat jaye
pathar ka kaleja fat jaye
tere dil mein jitne arma hain
armaa hain armaa hai armaa hain
tere dil mein jitne arma hain
mitti mein mila denge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
jaha kadam hamare pad jaye
waha virane chha jate hain
waha virane chha jate hain
tufa ki tarah hum aate hain
andhi ki tarah ud jate hain
andhi ki tarah ud jate hain
andhi ki tarah ud jate hain
hum dono agar mil jaye to
mil jaye mil jaye mil jaye
hum dono agar mil jaye to
duniya ko hila denge
mahfil se uthja warna
hum duniya se uthadenge
mahfil se uthja warna
hum duniya se uthadenge
hum kaun hain kyu aaye hain
ye sab ko bata denge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum kaun hain kyu aaye hain
ye sab ko bata denge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
hum jo kuch karne hain
wo karke dikhadenge
humse takrane ka tujhko
ab maja chakhadenge
mahfil se uthja warna
hum duniya se utha denge
mahfil se uthja warna
hum duniya se utha denge.