Singer | Aamir Khan, Udit Narayan & Madhushree |
Genre | Happy |
Language | Hindi |
Album | Mangal Pandey: The Rising |
holi ho hey…
holi aai rang phut pade
yeh chalak chalak, woh dhalak dhalak
phir baje ghungru dhol bade yeh
yeh chalak chalak, woh dhamak dhamak
sab nikle hain pee pike ghade
yeh lapak lapak, woh dhumak dhumak
cham cham nache pariyo kee dhunein
yeh thirak thirak, woh matak matak
yeh chalak chalak, woh dhalak dhalak
yeh chalak chalak, woh dhalak dhalak
yeh lapak lapak, woh dhumak dhumak
yeh thirak thirak, woh matak matak
hey…
ha ha ha ha…
ho…
dekho aai holi rang layi holi, chalee picthkaree uda hain gulal
banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal
dekho aai holi rang layi holi, chalee picthkaree uda hain gulal
banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal
rang reli me rang khelungee, rang jaungee
rang gehre hain, abake saal
abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee
abb hone do ho jo bhee hal, dekho aai holi rang layee holi
chalee picthkaree uda hain gulal
banke hain ghata mann jhum utha
rang chalke hain nile hare lal
ho o…
bhigee cholee chunaree bhee gilee hui, sajnajee dekho mai nilee hui
thodee thodee too jo nashilee hui, patlee kamar lachkilee hui
mann kyon na behke, tan kyon na dehke
tum reh reh ke, mat pheko yeh najaro ka jal
abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee
abb hone do ho jo bhee hal, dekho aai holi rang layi holi
aaj hua ek sa kamal
rang aaise ude dekhane me lage, koi range hawao ke bal
chandee kee thal se leke gulal, abb radha se khelenge holi muraree
radha bhee natkhat hain, paltee woh jhatpat hain
chandee kee thal se leke gulal, abb radha se khelenge holi muraree
maree kanhaiya ko hain pitchkariee
maree kanhaiya ko hain pitchkariee
dekhane wale toh dang hue hain, ke holi me dono ho sang hue hai
toh radha kanha ek rang hue hain, kaun hain radha kaun hain kanha
kaun yeh samjha kaun yeh jana
ho o o…
holi me jo sajnee se nayan lade, thami hain kalai ke bat badhe
tir se jaise mere mann me gade, teree yeh najariya jo mujhpe pade
jo yeh ras rache, jo yeh dhum mache koi kaise bache
hamse puchho na tum yeh sawal
abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee
abb hone do ho jo bhee hal
dekho aai holi rang layi holee, chalee picthkari uda hain gulal
banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal
dekho aai holi rang layi holee, chalee picthkari uda hain gulal
banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal
abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee
abb hone do ho jo bhee hal
dekho aai holee rang layi holee, chalee picthkaree uda hain gulal
banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal
aaye…
holi holi….