Language | Latest |
kaala kaala aashma hai
badal bhi maila hai
ghuthta hai dum yahan
jo dhuyan dhuyan faila hai
kaala kaala aashma hai
badal bhi maila hai
ghuthta hai dum yahan
jo dhuyan dhuyan faila hai
factory ho, chemical ho
chulha ho ya car ho
pollution ki maar se
bachhe kyun bimaar ho
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
ae ae
kyun tu yahan wahan
kachra jalata hai
maut ka kaala baadal
aashma mein chhata hai
dhuyan faila ke tu
khusiyan manata hai
fansle kati kheto mein
aag kyun lagata hai
chal hawa aane de
zara hawa aane de
paida hoti har-har tree mein
kudrat deti hawa hawa free mein
humko uska mol nahi hai
jo bhi humein mile easy mein
mat ghoom tu aise haari mein
hawaon ko dekh jagah wari mein
aisa na ho zindgi khoo jaye apni
bekar ki iss harbadi mein
chal hawa aane de
zara hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
chidiyon ko panchhiyon ko
aashman mein aane de
naye naye pedo pe
unhe ghonsle banane de
traffic mein atki saanson ko
ghar unke jaane de
jehar ke maut na de ab to
jeene ke bahane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
thodi hawa aane de
taazi hawa aane de
chal hawa aane de