Language | Hindi |
har laphz mein
tera zikra hone laga
kyun tera khuda
yu meharbaan hone laga
chal oos adhoore ko poora kare
ahista ahista sab batle
iss aks mein chup ke
rehna yuhi hmmm
gupchup gupchup dil mein
rehna yu na jaana kahi
ho jarra jarra dil
ki galiyon mein bitaanan yu hi
kitaabon mein likhi vo baatein
karti hai tujhko bayah
bayaan hoke bhi ansuna tu
yu kyun rehe gaya aaja likhdoon tujhe
padh lun je bharke
baaton ne baaton se baatein ki hai
saanson ki chal ne ki ahat bhi hai
phir dhadkane kyun ye ruk si gayi
raaton ko taaron sa dikh na
tu chup na jaana kahin
ho jarra jarra dil ki
galiyo mein bitaana yoo hi
aake yahan ruk gaya tu
akele na jaana kahin
thak jaaye to bethjaana
baithunga saath yahi
rooh mein bas jaanana
har dooa mein aanana
tan ha dil tan ha ka tan ha raha
jab-tak na tujhse vo ruba ru hua
khuda tujhme mujhko yoo hoobahoo dikha
khuda se tujhko hi maanuga
hai sikaayate kahin
ho jarra jarra dil ki galiyon mein
bitaana yun hi…