Top Song Lyrics Find Here

ganpati bappa moryya

ganpati bappa moryya lyrics

Poster ganpati bappa moryya

ganpati bappa moryya

lyrics/Album : Marte Dam Tak
Details
Singer Hemlata, Suresh Wadkar & Shabbir Kumar
Genre Happy
Language Hindi
Album Marte Dam Tak
Poster ganpati bappa moryya
play
Lyrics

ganpati bappa moriya moriya re moriya

ganpati bappa moriya moriya re moriya

mangal murti moriya moriya re moriya

mangal murti moriya moriya re moriya


mukabila mukabila

tere bhaktjano ka mukabila

mukabila mukabila

tere bhaktjano ka mukabila

kis me kitni bhakti hai

kis mein kitni shakti hai

o kon ye bazi marega

kon khel mein harega


moka mila moka mila

badi muskil se ye moka mila

moka mila moka mila

badi muskil se ye moka mila

ye moka nahi chhodege

aaj patakhe phodenge


ho ye jan ke humne moka

diya apna wada pura kiya

mukabila mukabila

tere bhaktjano ka mukabila

moka mila moka mila badi

muskil se ye moka mila


vakar kund mahakay

tujhme koti kudi ki choti

koti kudi ki choti

shub kamo ke ke liye

partham teri hi puja

hoti teri hi puja hoti

pehle puja kar le phir

hum duja kam karege


duja kam karege lekar

tera naam parbhu hum

kam tamam karege

kam tamam karege

puja me koi bair nahi

par chheda to kher nahi

kon ye bazi marega

kon khel mein harega


mukabila mukabila

tere bhaktjano ka mukabila

moka mila moka mila

badi muskil se ye moka mila


shankar shuvan

bhawani ke nandan

bhakto ke rakhware

bhakto ke rakhware

tera hath ho jiske

sar pe koi use kya mare

koi use kya mare arey

jan bhujh kar jo agyani

mot ke muh mein jaye

mot ke muh mein jaye

arey kaise use bacahye bhagwan


kab tak use bachaye

kab tak use bachaye

kis mein kitni bhakti hai

kis mein kitni shakti hai

o kon ye bazi marega

kon khel mein harega

mukabila mukabila

tere bhaktjano ka mukabila

moka mila moka mila

badi muskil se ye moka mila


jis rana ke naam ko

sunkar sagra kahe zamana

dushman ke ghar aa

pahuncha vo ganpati ka deewana

dost se ho ya dushman se

hum wada kabhi na bhule

wo hathiyar bana hi nahi

jo badan hamara chhu le


jag ki himmat to

dekho parwat se takraye

parwat se takraye

apni hasti bhulke chhatra

dariya se aodh lagaye

dariya se aodh lagaye

tujh par jinhe bharosa

nahi kisi se darte

nahi kisi se darte


marte dam tak bhkat

tere tera hi dam bharte

tera hi dam bharte

kis mein dam kit jani re

kon hai kitne pani mein

hum ye bazi marenge

harne wale harenge

mukabila mukabila

tere bhaktjano ka mukabila

moka mila moka mila badi

muskil se ye moka mila


jai ganesh jai ganesh deva

jai ganesh jai ganesh deva

sewa kare so pave mewa

jai ganesh jai ganesh deva

ek dant balwant vinayak

jai ganesh jai ganesh deva


sab dukh harat sab sukh dayak

jai ganesh jai ganesh deva

thumri kerpa jis par hoyi

jai ganesh jai ganesh deva

uska sath tham le na koi

jai ganesh jai ganesh deva


tu bhkat jano ka pyara

jai ganesh jai ganesh deva

karna khyal hamara

jai ganesh jai ganesh deva.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics