Singer | Sonu Nigam |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Garv |
fariyaad kya karain hum
kise dastan sunayein
fariyaad kya karain hum
kise dastan sunayein
hum dil se jise chahein
use kaise bhool jaayein
charo taraf andhera
khushiya na raas aayein
hum dil se jise chahein
use kaise bhool jaayein
do dil mein doori ho gayi
khushiya adhoori ho gayi
kaisi majboori ho gayi
sun le mere saathiya
sun le mere saathiya
dhaga ho to main todoon
dariya ho to main modun
chahat na todi jaaye
sun le mere saathiya
sun le mere saathiya
waqt tham se gaaye
door hum ho gaye
kya khata ho gayi
khamosh lab hai aankhon se
par kaashk chalak jaaye
hum dil se jise chahein
use kaise bhool jaayein
ho…
kismat mein likhi judaai
milo milo tanhaai
chahat bhi raas na aayi
sun le mere saathiya
sun le mere saathiya
aashko ki daara jhoole
dardo hoon paas bhoole
darr hai ki maut na chhoole
sun le mere saathiya
sun le mere saathiya
tukde tukde huye
khwaab dil ke mere
manzilein kho gayi
chahat badi ajeeb hai
haste huye rulaye
hum dil se jise chahein
use kaise bhool jaayein.