Language | Bollywood |
pichkari hatho mein le kar
kar do sabki shanti bhang
dhoodh woodh mein bhang mila ke
baith ja bhole nain mila ke
dhoodh woodh mein bhang mila ke
baith ja bhole nain mila ke
sharam varam ki baat chhod ke
naach le baby mere sang
jab tu maare fancy thumke
jab tu maare fancy thumke
dil pe gire bijuriya re
jab rang lagaye
ho jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
tere hothon ki smile
kar degi mujhko ghayal
baby ye tera style
ho dil mein preet ke beat bajae
jaanu main tera drama
tera ye sasregama
ungli pakadne di thi
tu to sar pe hi aan pada hai
haye baahon pe thumhare
aake simat jayenge
happy holi keh ke gale lipat jayenge
bheeg ke paani mein aise laage
bheeg ke paani mein aise laage
jaise jal mein chale machuriya re
jab rang lagaye
jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
ho jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
ho jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
taiyaar ho kya?
aaya main aaya
aur aate hi main chhaya
aate hi hilaya
maine maahaul banaya
kar na tu koi fikar
kar masti tu nidar
kaahe ko tu door bhage
aaja mere paas idhar
dhamaka karenge hum
holi ke is taiyohar mein
aa jaao saare sath mein
hum milke jhande gaad dein
aa jaao saare sath mein
hum doob jaaye gulaal mein
dekho ge pichkari
rang denge kurti saari
colour na utrega
chaahe dhobi se wash karana
dekho na aisa karna
mehnga padega varna haan
muthi mein rang le kar
mere gaalo pe rang lagana
haye cute cute face tera
ankhiyo pe kajal
kar hi daalega
oh re baby humko pagal
mukh pe ghunghta daal re sajjni
mukh pe ghunghta daal ke rakh
kahin lag na jaaye najariya re
jab rang lagaye
jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya
jab rang lagaye sawariya re
badi rangin laage kamariya