Singer | Amit Kumar & Sapna Mukherjee |
Language | Hindi |
Album | Insaaf Apne Lahoo Se |
thodi si angrezi padh kar
bhul gaye aukaat
saare sabab bhula doon babu
aye babu pade jo mera haath
ek aur do idhar dekho
teen aur chaar main hoon wo naar
paanch aur chhe nigahon se
saat aur aanth jigar do kaat
ek aur do idhar dekho
teen aur chaar main hoon wo naar
paanch aur chhe nigahon se
saat aur aanth jigar do kaat
ek aur do idhar dekho
hindustaani maa hain jinaki
hindustaani baap
desi bande raag bhi desi
lekin rahe aalaap
hindustaani maa hain jinaki
hindustaani baap
desi bande raag bhi desi
lekin rahe aalaap
no aur das kamar lo kash
haan karle do do haath
ek aur do idhar dekho
teen aur chaar main hoon wo naar
paanch aur chhe nigahon se
saat aur aanth jigar do kaat
ek aur do idhar dekho
dhan ki dhoon par naach rahein hain
apne aur begaane
iss nagari mein dil ke rishtey
kaun bhala pehchaane
dhan ki dhoon par naach rahein hain
apne aur begaane
iss nagari mein dil ke rishtey
kaun bhala pehchaane
aye ghayarah baarah main banjaara
kahun par sachchi baat
ek aur do idhar dekho
teen aur chaar main hoon wo naar
paanch aur chhe nigahon se
saat aur aanth jigar do kaat
ek aur do idhar dekho
teen aur chaar main hoon wo naar
paanch aur chhe nigahon se
saat aur aanth jigar do kaat
ek aur do idhar dekho.