Top Song Lyrics Find Here

dupatta tumhara

dupatta tumhara lyrics

Poster dupatta tumhara

dupatta tumhara

lyrics/Album : Karamdaata
Details
Singer Asha Bhosle & Shabbir Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Karamdaata
Poster dupatta tumhara
play
Lyrics

in neele dupatto se

dil nahin dhadka

dupatta dupatta dupatta

in peele dupatto se

dil nahin dhadka

dupatta dupatta dupatta

majboor hoon majboor hoon


dupatta tumhara

aashiq mizaj hain

lipat gaya dil se

yeh dil ka ilaj hain

dupatta tumhara

aashiq mizaj hain

lipat gaya dil se

yeh dil ka ilaj hain

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa


ae he la la la la la la

aa ha la la la

hawaon se puchho

fizaon se puchho

tum apni hi khatir

nigahon se puchho

hawaon se puchho

fizaon se puchho

tum apni hi khatir

nigahon se puchho

satati rahi ho jalati rahi ho

hamesha mujhe tum

satati rahi ho

he tumse to achha

yeh resham ka tukda

mere dil pe aake

jo malhum bana hain

dupatta to kya hain

kehna yeh aaj hain

iss dil pe tera

sadiyon raz hain

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa


meri zindagi hain yeh

sone ka pinjara

ke mein ek chidiya

tadapti rahi hoon

kabhi sar ko pinjare ke

mara hai meine

ke milne ko tujhse

tarasti rahi hoon

tujhe kya khabar hain

o aazad panchi

mera hal bin tere

kya hua hain

sone ki lanka se

mujhe bacha le

yeh daulat ka ravan

bahaut hi bura hain

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa


dupatte hazaro to

dekhe hain meine

magar koi aisa

dupatta nahin hain

ae dupatte hazaro to

dekhe hain meine

magar koi aisa

dupatta nahin hain

yeh neele dupatte

yeh peele dupatte

magar koi in mein

hamara nahin hain

yeh udate ghbare

lage pyare pyare

magar haye in mein

wafa hi nahin hain

tumhare dupatte pe

kurbaan jau

meri jaan yeh to

masiha bana hain haye

ke haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

dupatta tumhara

aashiq mizaj hain

lipat gaya dil se

yeh dil ka ilaj hain

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa

o haye mein mar jawa

haye mein mar jawa.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics