Top Song Lyrics Find Here

Due Diligence Lyrics – Talha Anjum x Shareh

Due Diligence Lyrics – Talha Anjum x Shareh lyrics

Poster  Due Diligence Lyrics – Talha Anjum x Shareh

Due Diligence Lyrics – Talha Anjum x Shareh

lyrics/Album : Through The Static
Details
Album Through The Static
Poster  Due Diligence Lyrics – Talha Anjum x Shareh
play
Lyrics

Katti Raate Meri Socho Ke Tehkhano Mein
Mujhmein Chhupe Raaz Udaas Kaise Jaanoge?
Main Waqai Kaisa Miloge Toh Jaanoge
Ho Jaate Sab Alert Jab Aawaaz Jati Kaanon Mein

Bhatka Musafir Mujhe Fir Bhi Sahi Raah Mil
Good Books Mein Rakhte Sab Tu Bol Peer-e-Kamil
Aankhon Mein Halke Oar Hustle Mujhme Shamil
Mai Thokar Khake Sikhha Ke Zamana Kaisa Zaalim Yeh

Khanabadosh Lekin Danvadol Nahi
Thaali Ke Baigan Tu Jyaada Bol Nahi Bas Kar Shor Nahi
Tu Khol Nahi Band Kitaabein Jin Ka Zor Nahi
Main Asliyat Se Seekha Inmein Models Ka Koi Role Nahi

Coal Nahi Phir Bhi Deta Sacrifices
Main Larakpan Mein Ladke Ladte
Immature Se Mindless Yeh
Pehna Ghadi Aazzi Ki Kam Timeless Mein
Deta Pyaar Jisne Mera Sath Diya Crisis Mein

Ab Jaise Choice Hi Nahi Hai Mujhe Aana Pade Hard
Main Aaj Jinka Fan Mujhe Wahi Bole Star
Tu Kam Akal Hein Tabhi Samajh Aati Nahi Hai
Baat Kare Gang Tera Khade Khade Kaam Bhi Tamaam Yeh

I Need 100 Bands You Know I Don’t Give A Damn
Mere Sath Mere Bande Mere Sath Mera Clan
Tere Sath Chale Saanp Tera Sath De Rahe Wehem
Tere Baad Aane Walon Ki Bhi Nahi Hogi Khair

I Do What I Want And You Do What You Can
Bas Yahi Ham Me Fark To Ja Hawa Aa De Man
Workout Nahi Karta Phir Bhi Tere Ab Kyu
Stfu (Shut The F*Ck Up) Matlab Karega Ab Dab Tu

Baje Poore Town Mein Macha Dete Hai Qaher
And You’re Just A Tourist To Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil To Phir Rakhna Khyaal
Har Chaal Pe Hai Aankh Yeh Karachi Mera Shehar

Baje Poore Town Mein Macha Dete Hein Kehar
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil Toh Phir Rakhna Khayal
Har Chaal Pe Hae Aankh Yeh Karachi Mera Shehar

Grind Kiya Hard
Wahi Talha Hoon Main Aath Figures Baad
Jo Yaar Abhi Sath Wahi Bachpan Se Sath The
Tu Yaad Kar Tu Yaad Kar Tu Yaad Kar

Jab Se Hosh Sambhala Hai Hustle Jaari Meri
Safar Mein Hoon Abhi Ruki Nahi Gaadi Meri
Forgive But Don’t Forget Where You Came From
Rep The Same City That You Got Your Game From

Hazaaron Mere Clones Hazaaron King Of New York
Par Ek Hi Nasir Jones (Nas)
Karachi King Kaun? Kaun?
You Better Bounce Boy Ping-Pong
Smoking Ounce Boy Need A Bigger Bong

Baat Samajh Aaye To Wo Teri Akal
You Know We Don’t Stop And Explain To Any Clueless Sucker
Yeh Meri Aazazi Hai Ya Akad Hai Shayad
Ke Mujhse Beef Karke Launde Saalon Saal Rehte Gaayab

Underground Se Underground Hi Shart Ladke
Yeh Bars Chamat Bar To Bar Khaak Ladte
Dead And Gone Dushman Mere Dead And Gone
Karachi Mera Aur Main Karachi Bred And Born

Meri Nazar Alag Farak Yahan Angles Ke
I Got Paper Dawg Issues Sirf Anger Ke
Mujhse Milne Ko Gali Mein Karte Hang Ladke
Banger Hi Banger Hain Tum Thaali Ke Baingan The

Beats Bang Karun Bhari Poori Artillery
Kalakaari Baylagaam Rokegi Kya Hathkadi
F@ck The Law If The Law Is Try’na F@ck With Me
Sab Ki Mujhse Fatti Jaise Main Paak Aur Saare Diddy

Teri Laash Uthayenge Jaise Edi
Sab Hote Mujhse Connect Main Jaise Koi Midi
Kam Dost I Got Plenty Hoes
Khanabadosh Always On The Road Alag Mere Flows

Baje Poore Town Mein Macha Dete Hain Kehar
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil Toh Phir Rakhna Khayal
Har Chaal Pe Hai Aankh Yeh Karachi Mera Shehar

Baje Poore Town Mein Macha Dete Hain Kehar
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil To Fir Rakhna Khayaal
Har Chaal Pe Hai Aankh Yeh Karachi Mera Shehar

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics