Singer | Dhruv Ghanekar |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Drona |
kahin dur sehra ke saaye mein,
machla tha koi toofan,
aur ek masiha ke aane ka,
likh ke gaya elaan,
drona..drona..aaaa
drona..aaaa..
kahin dur sehra ke saaye mein,
machla tha koi toofan,
aur ek masiha ke aane ka,
likh ke gaya elaan,
drona..drona..aaaa
drona..aaaa..
sadiyon se sehmi sehmi gumsum,
roothi roothi thi fiza,
jehrili saason se bojhal thi,
thehri thehri yeh hawa,
khoyi khoyi khamoshi mein,
gunji kahin se uski sada,
sadiyon se sehmi sehmi gumsum,
roothi roothi thi fiza,
naa jaane kya tha, kaisa junoon tha,
woh behta tha rag rag mein,
jo har sadi mein,
aana raha hai,
woh ban ke drona..aaa..
kahin dur sehra ke saaye mein,
machla tha koi toofan,
aur ek masiha ke aane ka,
likh ke gaya elaan,
drona..drona..aaaa
drona..aaaa..
drona..aaaa..
drona..aaaa..
kadmon mein lipte kaise kaise,
uljhano ke silsile,
manzil ke raaste mein faile the,
kaanto ke woh kaafile,
kaayam raha apni rahon par woh,
milti rahein mushkilein,
kadmon mein lipte kaise kaise,
uljhano ke silsile,
roke ruka naa, kabhi jhuka naa woh,
dard ki baarish mein bhi,
har ek sadi mein aata raha hai woh,
ban ke drona..aaa..
kahin dur sehra ke saaye mein,
machla tha koi toofan,
aur ek masiha ke aane ka,
likh ke gaya elaan,
drona..drona..aaaa
drona..aaaa..
drona..aaaa..
drona..aaaa..
drona..aaaa..