Singer | Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar & Asha Bhosle |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Khazana |
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
phir na kahna
deewana sayano ko
deewana bana gaya
deewana sayano ko
deewana bana gaya
khub gaya tir nazar
pe yu nasha chha gaya
ye ishara samjh lo
bas maza aa gaya
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
phir na kahna
deewana sayano ko
deewana bana gaya
deewana sayano ko
deewana bana gaya
deewane kya naam hain
naam mera gulpham hain
sach par teri hain kon
tumko fikar padi hain kon
dil tumpe kurban hain
rahne de anjan hain
aise dil na tod
mera daman chhod
aise dil na tod o
mera daman chhod
phir na kahna
nind nahi aati mujhko
zalim chain uda gaya
nind nahi aati mujhko
zalim chain uda gaya
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
tera dil khoya kahan
upar bai taraf wahan
aur nishani hain koi
chij purani hain koi
kya koi tasvir hai ha
uspe kuch tahrir hai
lata hoon main dhund ke
o jana humse puchh
phir na kahna ke
main anjana rahi raste
men dhokha kha gaya
main anjana rahi raste
mein dhokha kha gaya
mehfil mein sayano ki ek
deewana aa gaya
pyari tujhko jaan hain
banda to mehman hain
pyari tujhko jaan hain
arey banda to mehman hain
aake mujhse baat kar
tu mujhpe na ghat kar
main tumse kuch kam
nahi in bato mein dam nahin
nach ke ga ke dekh
le samne aake dekh le
o nach ke ga ke dekh
le samne aake dekh le
phir na kahna
shabnam jaisa roop
ye bijli se takra gaya
shabnam jaisa roop
ye bijli se takra gaya
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
mehfil mein sayano ki
ek deewana aa gaya
phir na kahna
deewana sayano ko
deewana bana gaya
deewana sayano ko
deewana bana gaya.