Singer | Kanchan |
Genre | Mujra |
Language | Hindi |
Album | Duty |
chhappan chhuri ki beti hu main
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
kitne hatheli pe dil leke aaye
maine kiye hai chur chur chur
maine kiye hai chur chur chur
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
jara dil ko bachana huzur
jeb me bhare ho jiske hare hare note
chahe bhale ho uski niyat me khot
najro se, najro se kar dungi main kaid usko
jane nahi dungi dur, jane nahi dungi dur
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
jara dil ko bachana huzur
fokat wale is mehfil me na aaye
fokat wale is mehfil me na aaye
agar koi aaye hai uth ke chale jaye
aise logo ke liye, aise logo ke liye
waisi hu main jaise khatte angur
jaise khatte angur
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
jara dil ko bachana huzur
o rup jawani ke sang main karu singaar
aisa kaun hoga jo na kare mujhse pyar
jis raste pe, jis raste pe
main gujar jaau log dekhe mujhe ghur ghur
dekhe mujhe ghur ghur
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
kitne hatheli pe dil leke aaye
maine kiye hai chur chur chur
chhappan chhuri ki beti hu main
jara dil ko bachana huzur
jara dil ko bachana huzur