Singer | Udit Narayan |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Aashiq |
he he he he charche hai charche hai
he charche hai hamaare galiyo me sanam
charche hai hamaare galiyo me sanam
bahake bahake ham spanaane bahake hai kadam
kisi ki hamko fikar nahi yaaro bindaas hai ham
charche hai hamare galiyo me sanam
charche hai hamare galiyo me sanam
apni life me bhi aayegi koi laila
saath me uske ghumenge ham bhi banke chhaila
apni life me bhi aayegi koi laila
saath me uske ghumenge ham bhi banke chhaila
are aaj nahi to kal sach ho jayenge sare sapane
saari duniya me gujenge sirf tarane apne
jaha kahi koi ladaki dekhe dil bole zara tham
charche hai hamare galiyo me sanam
charche hai hamare galiyo me sanam
mana aaj hai kadake ladake maal na apne paas
ham bhi banege tata birla hamako hai vishvas
mana aaj hai kadake ladake maal na apne paas
ham bhi banege tata birla hamako hai vishvas
logo ki na baat sune ham dil ka kehna maane
dhudh rahe hai mazil apni ham raahi anjaane
saare jaha pe raaj karenge khate hai kasam