Singer | Shabbir Kumar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Itihaas |
o champa o chameli
sun meri prem paheli
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
o champa o chameli
sun meri prem paheli
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
main pyar karta hoon
ha main pyar karta hoon
o champa o chameli
sun meri prem paheli
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
o usse kah de mujhko
sataya na kare
roj mere sapno mein
aaya na kare
usse kah de mujhko
sataya na kare
arey roj mere sapno mein
aaya na kare
o sari raat mujhko
sataya na kare
o radhiya o sultana
tum ho mera afsana
ho jauga deewana
mai ikrar karta hoon
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
o jabse dekha ye dil
bekarar ho gaya
main uski zulfo mein
giraftar ho gaya
o jabse dekha ye dil
bekarar ho gaya
mai uski zulfo mein
giraftar ho gaya
o mera jena marna
dusvar ho ga
o meri suno o juli
ye dard nahin mamuli
ye isqk hain maut ki suli
main izhar karata hoon
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
ha baato baato mein ye
yaad aaya hi nahin
us ke rukh se parda
hataya hi nahin
baato baato mein ye
yaad aaya hi nahin
us ke rukh se parda
hataya hi nahin
arey maine uska naam
to bataya hi nahin
sun uska naam hain sobha
vo de gayi mujhko dhokha
milane ka mile hain moka
intzar karta hoon
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
o champa o chameli
sun meri prem paheli
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon
main pyar karta hoon
ha main pyar karta hoon
o champa o chameli
sun meri prem paheli
ke teri ek saheli se
main pyar karta hoon.